.
Loved by 10,000+ customers
.
Cash On Delivery Available
.
Free Delivery On Every Order 🎉
.
Parcel Allow To Open
.
Upto 80% Off - Shop Now
.
Loved by 10,000+ customers
.
Cash On Delivery Available
.
Free Delivery On Every Order 🎉
.
Parcel Allow To Open
.
Upto 80% Off - Shop Now

Zainab Bibi (verified owner) –
Jaisa ad me dekha tha bilkul waisa hi mila. Delivery bhi fast thi.
Sana Ahmed –
Very elegant and decent design. Price ke hisab se boht achi quality hai.
Sadia Jamil –
Zips aur stitching dono boht perfect hain. Rough use ke liye best hai.
Kinza Razzaq –
Color bilkul original pic jaisa hi hai. Stitches boht safai se hue hain.
Amna Yousuf –
Mera ye pehla order tha aur me boht satisfied hoon.Thank You For Built My Trust
Tayyaba Rehman –
Lightweight hai aur carries all my essentials easily. Value for money!
Laiba Noor –
Pic me thoda dark lag raha tha par real me boht classy color hai. I loved it!
Sidra Tul Muntaha –
Daily use ke liye best bag hai. Mere friends ko bhi boht pasand aaya.
Sidra –
Material ka quality feel bohat acha hai. Definitely worth buying.
Esha –
Bag ka shape bohat nice hai aur carry karne mein bhi comfortable hai.
Aiman –
Pictures se bhi zyada pretty laga. Bohat happy with my purchase.
Kiran –
Bag ki stitching aur finishing dono neat hain. Overall quality good hai.
Nadia –
Bohat beautiful handbag hai. Size bhi na zyada bara hai na chota.
Sania –
Strap agar 2 inch mazeed lambi hoti tou maza aa jata, waise overall bag bohat pyara hai
Rameen –
Size picture me thora bara lag raha tha live thora chota hai, par quality outclass hai